Dua is the only thing you have control over

aik qadam chalna to door ki baar, apna hath uthana, balkay ungli uthana, balkay ankh jhapakna… is ka bhi ikhtiyar nahi humara. Irada karne tak ka ikhtiyar nahi. Ikhtiyar hai to sirf dua ka. Aur yehi is duniya ka imtehan hai k jab hamare paas har tarah ki option ho to hum apne Maalik se kya mangte hain.

The only thing you control is irada karna. blake irada karne ki tofeeq bhi Allah hi deta hai, Lihaza dua karo k Allah talla mujhe ache khayalat, achi soch aur ache irade karne ki tofeeq de jo mere liye akhirat me aur is duniya me faida mand ho.

Kabhi kisi gunah me phans jao to tahjud me ye dua karo, k Ya Allah me chorna bhi chaha hu chor bhi nahi parha meri madad kare. Mere Gunah Maaf kare aur mujhe naiki ki tofeeq de.

Lekin…

jub ap ko pta chal gya k mere ikhtiyar kya hai

ab baat ati hai k Allah ko Pasand kia hai

aur wo ye hai

ya isi tarah ki aik aur video

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *